Friday, August 30, 2013



Zara Sa Hat Ke Chalta Hoon Zamane Ki Rawayat Se 

Ke Jin Pe bojh Mein Dalon Wo Kandhe Yaad Rakhta Hoon

Thursday, August 29, 2013




yaa to miT jaaiiye yaa miTaa diijiye 
kiijiye jo bhii saudaa kharaa kiijiye ..


yahaa.N par sirf guu.nge aur bahare log basate hai.n
Khudaa jaane yahaa.N par kis tarah jalasaa huaa hogaa...



Aankh Wehshat Main Faqt Khuwab Buna Kerti Hain
Manzil-e-Ishq Muqadar Sey Mila Kerti Hey 


naa-rasaa’iiyoN kii thakan ne kar diyaa halkaan phir
dasht se nikle to vaapis dasht meN aanaa paRaa

ab ke mausam mein kyaa huaa usko
kyoo'n khuloos ab nahee'n khitaabo'n mein



Jisko duniya junoon kehti kehti hai
Mera hosh o hawaas hota hai.


aankh pe haath dharay phirtay thay lekin shehar ke logoN ne 
uss ki bataiN chheR ke hum ko leHjay se pehchan liya


ye dhaltee raat, ye palkein jhapktaa sannataa

gaye dino'n ke fasaane hamein sunaaye bahut

Nikli Thi Mudaton Main Mulaqat Ki Sabeel


Tishna Kuho Yeh Kon Sa Moqa Giley Ka Tha



Phir Na Keeje Meri Ghustakh Nigahoon Ka Gila,

Dekhiye Ap Ne Phir Pyar Se Dekha Hai Mujhe ..

hota nahi hai khatam Qateel aas ka safar


paoon katey huey hain magar chal rahey hain log...



Yeh KHud Faraib Ujaley Yeh Hath Hath Diyey


Diyey Bujhao Keh Insaan Ghum Ko Pehchaney 

Wednesday, August 28, 2013

پتوں کی طرح ہم کو بکھیرے تھا زمانہ
اک شخص نے یکجا کیا اور آگ لگا دی

Buton ki tarah hum ko bikhere tha zamana
Ek shakhs ne yakjaa kiya aur aag laga di 

Koi Siraat-e-Ishq say guzray


Tab khulta hai....................!!!


Ishq say pehlay--Ishq ka Matlab


Kab khulta hai....................!!!


Tumhari zaat ka sooraj......... 

Buhat sa Raasta chal kar.......... 

Meri hasti main Dooba hai...........

Na gai teri bayrukhi na gai

Hum teri arzoo bhi khoo baithay..







پیڑ کو دیمک لگ جائے یا آدم زاد کو غم 
دونوں ہی کو امجد ہم نے بچتے دیکھا کم 

(امجد اسلام امجد)

pedd ko deemak lag jaaye ya aadam zaad ko gham
dono hi ko amjad hum ne bachte dekha kam


دیر تلک شانے پر میرے تم سر رکھ کر روئیں تھیں

"میرے بن کیا تم جی لو گی؟" میں نے اتنا پوچھا تھا


der talak shaane par mere tum sar rakh ke roin thin

mere bin jee logi kya tum itna maine poocha tha

Aankhon ki tarah thak gaye phaile hue baazoo
Vo mera pata bhool gaya ab ke baras bhi

kaun see baat hai tum mein aisee 


itne achchhe kyoo'n lagte ho 

aah ko chahye ik um'r asar honey tak

kon jeeta hai teri zulf ke sar honey tak
yoo'n to roothe hain, magar logo'n se

poochhte haal hain aksar meraa 

Najanay kaun si rut main bichhur gayey woh log

Jo Apnay DIL main bara ahtraaam rakhtey thay
yaad nahiin kyaa kyaa dekhaa thaa saare manzar bhuul gaye 
us kii galiyon se jab lauTe apanaa bhii ghar bhuul gaye 
Raat baaqi thee jab vo bichra tha
Omr guzri hai raat baaqi hai
yeh Ishq bhi kya hai ? issey apnaaye koi aur
chaahoo'n main kisi aur ko yaad aaye koi aur
uss shakhs ki mehfil kabhi barpa ho to dekho
ho zikar kisi aur ka .... sharmaaye koi aur